Aaj Tak Zamaane Me Project No. #24
Project No. #24, Date – 27.12.2025
Album : Aaj Tak Zamaane Me
Singer : Amit Sengar
Lyrics : Manish Sharma
Music : Himanshu Katara
Youtube Link : Aaj Tak Zamaane Me | Manish Sharma | Himanshu Katara | (youtube.com)
Song – Aaj tak zamane me
Mukhda:
Male:
Kahna, hai tumse kahna
Jo kaha na maine kabhi
Rahna, hai tera rahna
O hamdam saari zindgi
Jo kiye hai vaade maine
Main karoonga poora unhe
Jo khayi hai kasme maine
Main karoonga poora unhe
Aaj tak zamaane me
Kisi ne bhi na kiya hoga
Pyar main itna doonga
Jitna tune na socha hoga
Aaj tak zamaane me
Kisi ne bhi na kiya hoga
Pyar main itna doonga
Jitna tune na socha hoga
Antra:
Male:
Sabse bacha ke
Dil me chupa ke
Tujhko rakhoonga
Duniya se door
Tere paas aake
Seene se laga ke
Tujhko rakhoonga
Mere mahboob
Jo kiye hai vaade maine
Main karoonga poora unhe
Jo khayi hai kasme maine
Main karoonga poora unhe
Aaj tak zamaane me
Kisi ne bhi na kiya hoga
Pyar main itna doonga
Jitna tune na socha hoga
Aaj tak zamaane me
Kisi ne bhi na kiya hoga
Pyar main itna doonga
Jitna tune na socha hoga
Aaj tak zamaane me
Kisi ne bhi na kiya hoga
Pyar main itna doonga
Jitna tune na socha hoga
Aaj tak zamaane me
Kisi ne bhi na kiya hoga
Pyar main itna doonga
Jitna tune na socha hoga
